sonu khansonu love resma
bachpan ki muhabbat ko na dil se juda karna jab yaad meri aye to milne ki duwa karna 8 months ago
bachpan ki muhabbat ko na dil se juda karna jab yaad meri aye to milne ki duwa karna 8 months ago
ha mere har lamhe chura liya aapne. aankho ko ek chand dikha diya aapne.hame jindagi di kish uor ne.par pyar etna de kar jina sikha diya aapne 8 months ago
na tasvir hai tumhari jo didar kiya jaye.na tum pas ho jo pyar kiya jaye. ye kaun sa dard diya hai aapne na kuchh kaha jaye na tum bin raha jaye 8 months ago
katil ada ne dil ko betab kar dia. Pyar hamne tujhe behishab kar diya.wando me tera kuch khas asar n tha. Yuhi hamne khud ko barbad kar diya 8 months ago
pyar ka dusman jamana hai .har ashik ke pyar ka apna fashana hai. Sabko pata hai anshu hi milte hai pyar me.fir bhi na jane kyu har koi pyar me diwana hai 8 months ago
kabhi kehta tha ki koi duaa hoon mai aaj wo kah gya mujhko ki bewafa hoon mai wo jee na pata tha lamhe kabhi bagair mere aaj kahne laga mujhko ki ek sazaa hoon mai yahi dastur hai aur aur aisa hi hota aaya lagi mashuk ke mehdi our ashik rota aaya magar riwaj bhi ye ulta kar diya maine bina chahet kisi ki mang bhar diya maine kiya hai jo bhi ispe khud se hi khafa hoon mai aaj wo keh gya mujhko ki bewafa hoon mai 8 months ago
Jindagi khubsurat hai par mujhe jina nahi aata har chij me nasha hai par mujhe pina nahi aata sab mere bina ji sakte hai sirf mujhe hi kisi ke bina jina nahi aata 8 months ago